Har sham, tumse milne ki, aadat si ho gayi,
phir rafta rafta, tumse, mohabbat si ho gayi ...
Shayad ye, taza taza, judai ka tha asar,
har shakal, teri surat si ho gayi ...
Ek nam, jhilmilane laga, dil ke taaq par,
ek yad jaise baais-e-rahat si ho gayi ...
Khud ko saja sanwar ke, rakhne ka shoq tha,
phir apne aap se mujhe, nafrat si ho gayi ...
Maine koyi, bayan-e-safayi, nahi diya,
bas chup rahe to, khud hi, wazahat si ho gayi ...

0 comments:
Post a Comment