Ranjish hi sahi, dil
hi dukhane ke liye aa,
aa phir se mujhe, chhod ke jaane ke liye aa ...
Pehle jaisa woh pyar, woh shiddat na sahi,
aa phir se mujhe, chhod ke jaane ke liye aa ...
Pehle jaisa woh pyar, woh shiddat na sahi,
Magar rasm-e-
bewafai, nibhane ke liye aa...
Kis kis ko batayenge, sabab jaudai ka ab hum,
mujhse khafa hai, to zamane ke liye aa....
Tu ruthti thi toh, mujhse mera khuda ruth jata tha,
tu bhi to kabhi ae-zalim, mujhe manane ke liye aa..
Ek muddat hui hai, ke maine rokar nahi dekha,
dard hi sahi, tu dil tod jane ke liye aa...
0 comments:
Post a Comment